akhil bhartiya kushwah mahasabha, delhi ki do divsiya karyakarini bethak
bethak ko sambhodit karte huve rashtriya mahamantri shri rakesh kumar mahto ji.
meeting ki adhykshata karte huve shri narayan singh ji kushwah rashtriya adhyksha evam grah, jail evam parivahan rajya mantri m.p. govt., shri rakesh mahto ji, shri mahendra hardia ji swasthya rajya mantri m.p. govt.
meeting me aapni baat rakhte huve shri jugal kishore kushwah, rashtriya koshadhyksha.
programme ki shuruvat me kushwah mahasabha indore ke adhyksha shri rameshwar ji kushwah kushwah samaj ki aur se rastriya adhyksha ji ka pratik chinha dekar swagat karte huve.
rashtriya upadhyksha shri j.d. koushal ji ka swagat karte huve shri rameshawar kushwah ji.
poorva rashtriya adhyksha shri babulal bhanpur ji ka ji ka swagat karte huve shri naryan singh kushwah ji.
rashtriya salahkar samiti ke sadsya shri basant kapariya ji ka swagat karte huve shri rameshawar kushwah ji.
rashtriya sachiv shri ramvishwash ji ka swagat karte huve shri rameshawar kushwah ji.
meeting ke douran smt. alka saini ji rashtriya sachiv akhil bhartiya kushwah mahasabha ka puspmala se swagat karte huve smt. radha kushwah
prantiya yuva kushwah mahasabha ke adhyskah shri narayn singh kushwah ji (vidisha)
ka swagat karte huve shri rameshwar ji kushwah
akhil
bhartiya kushwah mahasabha ke rashtriya adhyksha shri narayan singh ji
kushwah rashtriya adhyksha evam grah, jail evam parivahan rajya mantri
m.p. govt. ka swagat pusp mala se karte huve prantiya yuva kushwah
mahasabha ke pradesh upadhyskah shri manoj kushwah.
meeting me manchaseen shri babulal ji bhanpur, shri basant kapariya ji, smt. alka saini ji, smt. rjkumari ji kushwah.
meeting me manch sanchalan karte huve shri ramvishwash ji kushwah.
meeting me upasthit shri rajju mourya (chhatisgarh) rashtriya upadhyksha evam smt. rajkumari ji kushwah rashtriya schiv.
shri ayodhya prasad ji kushwah rashtriya upadhyaksha dwara kushwah samaj indore ko diye gaye 1,00,000 rs. ko indore kushwah samaj ke adhyksha ko soupte huve shri narayan singh kushwah ji, shri rakesh mahto ji evam shri mahendra hardiya ji.
prantiya yuva kushwah
mahasabha ke pradesh upadhyskah shri manoj kushwah ne kaha ke hum sabhi saal ke 365 dine apne pariwar ke liye kam karke jo income karte pariwar par karte he parantu hum 365 dino me se sirf humari income me se 1 din ka bhag samj hit ke karyo me lagana chahiye. unki is baat ko rashtriya adhyskah ji ne bhi saraha aur apne bhsan me dohraya.
meeting me moujood shri narayan singh kushwah, shri rakesh mahto ji evam shri mahendra mourya ji.
meeting ki adhyskata karte huve rashtriya adhyksha shri narayan singh ji kushwah
meeting me apne vichar rakhte huve rashtriya sachiv smt. alka saini ji
meeting me upasthit rashtriya adhyksha ji ke sath shri motilal shashtri ji, jugal kishore ji kushwah, babulal bhanpur ji, manoj kushwah.
meeting ke douran rashtriya sachiv mahendra mourya ji mumbai evam rashtriya sachiv smt. rajkumari kushwah ji
meeting ke douran rashtriya sachiv lokman kushwah ji bhopal
meeting ke douran rashtriya sachiv mahendra mourya ji mumbai sadan ko apne vicharo se awagat karate huve.
meeting me padhare rashtriya mahamantri shri rakesh mahto ji, shri j.p. verma ji rashtriya upadhyksha sath he shri prem kushwah ji karyakarini sadsya.
meeting me padhare padadhikarigan
sabhi ke sath shudh bhartiya tarike se bhojan ka aanand lete rashtriya adhyskah, mahamantri evam koshadhyksha ji.
kushwah mahasabh indore ke padadhikariyo kadhnyawad dete huve rashtriya adhyksha evam minister shri narayan singh kushwah ji .
programme ke samapan awasar par memory ke liye photo niklate huve sabhi rashtriya evam indore ke padadhikari.